Baarish Lete Aana Lyrics - Darshan Raval | Nityaami Shirke
2018
About this song
- Powered By: Indie Music Label
- Singer : Darshan Raval
- Music : Sundeep Gosswami
- Lyrics : Naveen Tyagi
- Music Producer : Roop Mahanta
- Guitars : Aditya Shankar (ADI)
- Violin : Manas Kumar
- Backing Vocals : Darshan Raval & Sundeep Gosswami
- Sound Design: Hengul Medhi
- Mix Assitant : Partha Protim Das
- Still Photography: Zahir Abbas Khan
- Indie Music Digital Team: Rahul Ps, Vishal Bhende, Kishan Adhikari
- PR: Neha Raj Singh (Freshwater)
- Cast- Darshan Raval, Nityaami Shirke
- 2nd AD - Shon
- Offline Editor- Yasir Abbas
- Colourist - Shivesh Katewa
- Online - Iliyas Magrabi / Rahul Pasi
- Post Producer - Prashant Ghadge & Sanjay Varma
- Executive Producer - Pawan Jajoo,Prasanna Naik
- Hair - Justine Mellocastro
- Make up - Hamid Shaikh
- Art Director - Durga Mohpatra
- Key Grip - Kaltin Arlappa
- Gaffer - Vishwanath
- Focus Puller - Sunny Devkar
Lyrics
Aati ho toh baarish lete aana
Jee bhar ke rone ka dil karta hai
Rehti hai yeh khwahish honthon par hi
Jab bhi yeh dil mera jo bharta hai
Jee bhar ke rone ka dil karta hai
Rehti hai yeh khwahish honthon par hi
Jab bhi yeh dil mera jo bharta hai
Kuch khwaab likhe hai khaton mein
Tumko sonp doon
Iss dard ki zameen pe main
Khudko ronp doon
Tumko sonp doon
Iss dard ki zameen pe main
Khudko ronp doon
Waqt ki thi humse kuch naraazgi
Keh na sake hum woh baatein aaj bhi
Jinko liye hum tum ho gaye judaa…
Keh na sake hum woh baatein aaj bhi
Jinko liye hum tum ho gaye judaa…
Phir bhi woh lamhein tum lete aana
Aadhe adhure se jo chhute thhe
Taare bhi woh saare lete aana
Jo humne dekha tha ki toote thhe
Aadhe adhure se jo chhute thhe
Taare bhi woh saare lete aana
Jo humne dekha tha ki toote thhe
Kuch chal raha hai saath saath
Aur hai kuch thama
Gham beh raha hai aas paas
Aur hai kuch jama
Aur hai kuch thama
Gham beh raha hai aas paas
Aur hai kuch jama
Aati ho toh baarish lete aana
Jee bhar ke rone ka dil karta hai
Rehti hai yeh khwahish honthon par hi
Jab bhi yeh dil mera jo bharta hai
Jee bhar ke rone ka dil karta hai
Rehti hai yeh khwahish honthon par hi
Jab bhi yeh dil mera jo bharta hai