baadlon pe paaon rakh ke aasmaan ko chhoo liyajo kabhi kiya na tha woh aaj main ne kiyarahi na koi aarzu, paaya hai main ne woh sukunkhwaahishon ke haath mein sonp di hai zindagikhoob hai, khaas hai, ab khawaab si hai zindagiaise main ne dekhe raaste, jo na bane thay mere waasteujaalon ki thi os jin pe yeh hosh jin pe tha lapatamere haathon se dil choota aisa, mera na ho yeh ho begaana jaisekabhi na sochi thi jo wohi hai thori si naii hai khata
khawaahishon ke haath mein sonp di hai zindagikhoob hai, khaas hai, ab khwaab si hai zindagisawaalon mein sau baatein jhaankte, khayaalon se bhi aage bhaagteguzaare ki jo main ne kar ke iqraar kar ke main ne yahaanurraanain hain tabhi to aasmaan hai, yahin kahin pe aisa bhi jahaan haikhayaalon mein jo roz aey, jo roz jaye aisa jahaankhwaahishon ke haath mein sonp di hai zindagikhoob hai, khaas hai, ab khwaab si hai zindagi