Aye Khuda Lyrics - k.k.

2019

Lyrics

Barudon ke hai nishan
Aag hai aur bas dhuwan
Sab yun unn hi so gaye
Barudon ke hai nishan
Aag hai aur bas dhuwan
Sab yun unn hi so gaye
Ranzison ke darmiyan
Jaane pahchane yahan
Gair kyun ho gaye
Aye khuda, Aye khuda
Lauta de ho jannat mera
Aye khuda, Aye khuda
Barsha de inayat tera
Aye khuda, Aye khuda
Khoo gayi kahan roshni
Kab mitegi ye tishnagi
Ashqo ki tarah beh chala
Kitni bezubaan zindagi
Sun le tu arziyan
Sun le meri ye dua
Aake tu rehnuma
Rok de aandhiyan
Na ho ab faashla
Na ho koi dooriyan
Itni si kar de raham
Aye khuda, Aye khuda
Lauta de ho jannat mera
Aye khuda, Aye khuda
Barsha de inayat tera
Aye khuda, Aye khuda
Lauta de ho jannat mera
Aye khuda, Aye khuda
Barsha de inayat tera
Aye khuda, Aye khuda