Aye Dil Mujhe Rone De Lyrics - Chand | Sapru | Vatsala | Shaikh | G. M. Durrani
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aye dil mujhe rone de song is from Chand (1944) and it is sung by G. M. Durrani.It stars Sapru, Vatsala, Shaikh, Balakram in leading roles. This song is penned by Qamar Jalalabadi and composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish. It is produced by G.B. Ghanekar. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Aabaad nahin hota
Aabaad nahin hota
Barbaad to hone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Aansoo nahin aankhon mein
Aansoo nahin aankhon mein
Ye gham ka khazaana hai
Aansoo nahin aankhon mein
Ye gham ka khazaana hai
Kuchh haar piroye hain
Kuchh haar piroye hain
Kuchh haar pirone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Ik aankh mein yaadon ki
Ik aankh mein yaad unki
Ik aankh mein dard unka
Ik aankh mein yaad unki
Ik aankh mein dard unka
Ik aankh ko hansne de
Ik aankh ko hansne de
Ik aankh ko rone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Har roz ka tadpaana
Har roz ka tadpaana
Achcha nahin ae kismat
Har roz ka tadpaana
Achcha nahin ae kismat
Yaa le ja kinaare par
Yaa le ja kinaare par
Yaa naao dubone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Samjhe thhe jise apna
Samjhe thhe jise apna
Nikla hai wo begaana
Samjhe thhe jise apna
Nikla hai wo begaana
Tu yaad na kar usko
Tu yaad na kar usko
Ab ae dil e deewaana
Tu yaad na kar usko
Ab ae dil e deewaana
Roti huyi aankhon ne
Do baat hi dekhi hai
Roti huyi aankhon ne
Do baat hi dekhi hai
Ik unse nazar milna
Ik unse nazar milna
Ik unse bichchad jaana
Ik unse nazar milna
Ik unse bichchad jaana
Khaane ke liye thhokar
Peene ke liye aansoo
Khaane ke liye thhokar
Peene ke liye aansoo
Taqdeer mein likkha hai
Taqdeer mein likkha hai
Ban ban ke bigad jaana
Taqdeer mein likkha hai
Ban ban ke bigad jaana
Taqdeer ki marzi hai
Taqdeer ki marzi hai
Soti hai to sone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de.