Aye dil ab chal de song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mrs P. K. Gupta. This song was released on 01 Jan 2018.
Aye dil ab chal de yahan se
Tera koi nahin yahan apna
Jo paya tha kyu
Jo khoya hain ab sapna
Aye dil ab chal de yahan se
Tera koi nahin yahan apna
Jo paya tha kyu
Jo khoya hain ab sapna


Tera koi nahin yahan apna
Tera koi nahin yahan apna
Wo pyar to tha ek darpan
Jo tesh lagi to tuta
Wo rishta ek bharam tha
Tan ka jo man se chhuta
Aye dil ab chal de yahan se
Tera koi nahin yahan apna
Jo paya tha kyu
Jo khoya hain ab sapna


Tera koi nahin yahan apna
Tera koi nahin yahan apna
Kyu rait ki deewaro pe
Sapno ka mahal banaya
Wo sapne rah mein chhute
Tere sath raha bas saya
Aye dil ab chal de yahan se
Tera koi nahin yahan apna.