Aye Chand Mere Chand Ko Lyrics - Nirupa Roy | Lalita Pawar | Ulhas | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

1951

Lyrics

Aye chand mere chand ko dikhla na saka tu
Aye chand mere chand ko dikhla na saka tu
Kirno se mujhe rashta batla na saka tu
Kirno se mujhe rashta batla na saka tu
Aye chand mere chand ko dikhla na saka tu

Har desh me kyu ho mere sansar ke raja
Ya mujhko bula le ya mere desh me aaja
Ya mujhko bula le ya mere desh me aaja
Itna bhi sandesha mera pahucha na saka tu
Aye chand
Aye chand mere chand ko dikhla na saka tu

Virhan ko tadapte hue kya dekh raha hai
Preetam hai mera mujhse juda tujhko pata hai
Preetam hai mera mujhse juda tujhko pata hai
Le ja na saka mujhko use la na saka tu
Aye chand
Aye chand mere chand ko dikhla na saka tu.