Aye chand mere dil ke aankho ke taareTu kyun hai maddham maddham maddham,Maddham maddham maddhamNindiya ke badale aankho mein aansuTujh ko sataaye kaisa ghamAye chand mere dil ke aankho ke taareTu kyun hai..Suna tera mukaddar haiSuna tera mukaddar haiJa aasmaan pe tera ghar haiTanhai teri humsafar haiBas aakhari ye tera safar haiGham se bhari mitti se durAahon bhari havaaon se durNafarat bhare sagar se durJo dil ko jalaa de us agni se dur,Us agni se dur, us agni se durKahane ko dur hai par lagta hai harapal
Tu hai yahi hamadam, hamadam, hamadamYaado me teri jee lenge bas humKhushiyo mein hoga tera ghamZulmon sitam ka hai jahanZulmon sitam ka hai jahanHai qaid mein us ki meri jaanKyun bekhabar hai tu ae khudaTujh ko mubarak tera aasmaanBebas hu main kamjor nahiKoi nahi tanha sahi, tanha sahiHimmat ho to mushkil nahiHai hausla agar to mazil dur nahi,Mazil dur nahi, mazil dur nahiUmmid ke sahaare koi kyun haareChalte chalein tham tham,Tham tham, tham thamTham tham, tham tham haradamKhud pe yakin hai to kya kami haiDo din ka hai mahemaan ye gham.