Atariyan mein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rajkumari Satyaprakash. This song was released on 12 Nov 2010.
Aaja re aaja re atariya men
Aaja re aaja re atariya mein
Uthe jiya me hilor mare
Jawani ye jor, sulage chingariya
O nigode, o chhore, kya kare
O chhora, ae nigode
Haye main mar gayi


Jada kate na re khali lihafo se
Pyar ki agan jale, jala na
Jada kate na re khali lihafo se
Pyar ki agan jale
Mohe garam laga,
Thodi garmi jaga
Dil ki bechainiya
Aaja re aaja re atariya mein
Aaja re aaja re atariya mein
Uthe jiya me hilor,
Mare jawani ye jor


Nind na aaye re in
Tanha raato mein
Mora jiya ghabraye re
Ho nind na aaye re in
Tanha raato mein
Mora jiya ghabraye re
Mujhe chada de nasha
Le le ji bhar maja
Kahe madhosiya
Aaja re aaja re atariya mein
Aaja re aaja re atariya mein
Uthe jiya me hilor
Mare jawani ye jor


Saanso ki garmi se tan ye pighla de re
Ab to raha nahi jaye re
Saanso ki garmi se tan ye pighla de re
Ab to raha nahi jaye re
Jara paas tu aa, mujhe yu na sata
Kaisi majburiya
Aaja re aaja re atariya me
Aaja re aaja re atariya me


Machle jawani ye najre milale tu
Chahat ko deke hawa
Machle jawani ye najre milale tu
Chahat ko deke hawa
Ab der na kar tu aahe na bhar
Ye mita duriya
Aaja re aaja re atariya mein
Aaja re aaja re atariya mein
Uthe jiya me hilor mare
Jawani ye jor, sulage chingariya
O chikne.