LyricsTashan

Are Raftaa Raftaa Dekho Aankh Merii Ladii Hai Lyrics - Kahaani Kismat Ki | Rekha | Dharmendra | Kishore Kumar

in Movies

Watch the Video

Song Information

Are raftaa raftaa dekho aankh merii ladii hai song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

## the beginning of this song is as follows ##
are suno suno, o bhaaiyon, bahanon
are magan bhaaii, o chhagan bhaaii, o saamaalo re daamaalo
o suno suno
o raaghobaa, o dhondiibaa
o karnal sinh
o jarnail sinh
o tussii bhii suno paappe
## then the song starts ##
are raftaa raftaa dekho aankh merii ladii hai (2)
aankh jisase ladii hai vo paas mere khadii hai
mujhe jaanatii hai jabase ye maratii hai tabase
main bhii isase chorii chhupe chaahataa huun tabase
dil men ye mere bas ga_ii !
ai kudii fans gai !!
ye tum kyaa kah rahe ho ? maine aisaa to nahiin kahaa thaa
he he !! are raftaa raftaa dekho aankh merii ladii hai
aankh jisase ladii hai vo paas mere khadii hai
## fabulous interlude ##
mujhe pyaar sikhaayaa kisane? isane! (2)
mujhe pyaar sikhaake diivaanaa banaayaa kisane? isane!
ye pyaar kaa kamaal hai sharaab kaa suruur nahiin
honaa thaa so ho gayaa kisiikaa bhii qusuur nahiin
haathon men mere ras gai !!
e kudii fans gai !!
ohfo! ye tum kyaa kah rahe ho?
maine aisaa to nahiin kahaa thaa!!
## hmm hmmmm!! ## are raftaa
## interlude ##
are pahalii sharaarat kisane kii? isane kii! (2)
are pahalii sharaarat karake mohabbat kisane kii?
isane kii!!
isako pasand main, mujhe ye pasand hai
dil mil jaate ???? baaten yahaan band hain
## (unsure of above line) ##
baat hai ye asalii!!
o paandobaa, poragii fasalii re fasalii!
paagal ho gae ho kyaa? maine aisaa to nahiin kahaa thaa!
aagaye! zavaal ye laajo nako (4)
raaghobaa, dhondiibaa, paandobaa ## - marathi names ##
aagaye! zavaal ye laajo nako ## - don't be shy, come close ##
porgii fasalii re fasalii ## - marathi for "ladki pat gaii" ##

Related Songs

More songs from Kahaani Kismat Ki
More songs of Rekha
More songs of Dharmendra
More songs of Kishore Kumar