Are aaj kanhaiya dekhenge aur nachegee radha song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Prakash Mehra. This song was released on 23 Aug 1989.
arey aaj kanhaiya dekhenge aur nachegi radha
aur nachegi radha
ham aaye hai yar se karke ye paka vada
ha ha ye paka vada
apna rasta rok sakegi ab na koi badha
ha ha ab na koi badha
arey aaj kanhaiya dekhenge aur nachegi radha
aur nachegi radha
chhun chhananananan chhum chhum chhum
arey ho jao shuru

ha nach meri radha jara joro se nach
nach meri radha jara joro se nach
purab se nach radha pashchim se nach
ha purab se nach radha pashchim se nach
uttar se nach radha daxin se nach
charon dishao charo auro se nach
nach meri radha jara joro se aaj
nach meri radha jara joro se nach
nachungi balkha ke lahara ke aaj
sang tumhare mujhe kahe ki laj
nachegi radha joro shoro se aaj
nach meri radha jara joro se nach
ha nach meri radha jara joro se nach

radha aa aa radha
radha apne rup ka aisa mantar mar
chamatkar karne valo ka ho jaye bantadhar
chhal valo ko bal se maro bal valo ko chhal se
chhal valo ko bal se maro bal valo ko chhal se
kitni bhi mushkil ho baji jit lo yaha akal se
ha ha jit lo yaha akal se
hey ungali pe jo yaha sabko nachaye
hame usko nachana padega
hame usko nachana padega
ha ha ha ha akal ke andho ko jo rasta dikhaye
use raste pe lana padega
ha use raste pe lana padega
parda utha nkali cheharo se aaj
pahana de julmo ko kanto ka taj
jinko hai apne karishmo pe naj
khul jaye unke karishmo ka raj
ha charo dishao charo auro se nach
nach meri radha, jara joro se nach
nach meri radha, jara joro se nach

krishna krishna, krishna krishna
mai teri kathaputali krishna
mai teri kathaputali krishna jaise nachaye nachu
jaise nachaye nachu
tujhme mai hu mujhme tu hai
tujhme mai hu mujhme tu hai, tere bina mai kya hu
tere bina mai kya hu

jo aasmano me udata phire, use dharati pe lana padega
use dharati pe lana padega
ha khudko jo bhagvan sabka bataye
use insa banana padega, ha use insa banana padega
dhokhe pe dhokhe jo de dhokhebaj
kab tak karega dilo pe wo raj, tute bharam ke rasmo rivaj
jal jaye chhal kaye chhaliya sawal
ha charo dishao charo auro se nach
nach meri radha jara joro se nach
nach meri radha jara joro se nach

barbadi aye gulshan ki khatir, bas ek hi ullu kafi hai
har sakh pe ullu baithe hai, anjame gulista ka hoiye
anjame gulista jo hoiye, anjame gulista ka hoiye
uh bad ma dekha jayega, shuruat bhai hai abhi abhi
shuruat bhai hai abhi abhi
arey maja to bad me aayega, ha ha maja to bad me ayega

hey jo apne gulshan ka dushman bana ho
hume usko mitana padega, hume usko mitana padega
arey ka leke aaya sath ka leke jaye sath
sab chhod jana padega, ha ha sab chhod jana padega
arey rani yu jhankoro se nach
tufa chura ke hiloro se nach
takra ke julmi lutero se nach
choro ke sath joro soro se nach
charo dishao charo auro se nach
nach meri radha jara joro se nach
nach nach meri radha jara joro se nach
ha joro se nach ha, ha joro se nach ha