Apni to jaise taise, thodi aise ya waiseApni to jaise taise thodi aise ya waise kat jayegiAapka kya hoga janab-e-ali, aapka kya hogaApne aage na peechhe, na koi upar neecheApne aage na peechhe, na koi upar neecheRone waala, na koi rone waali janab-e-aaliAapka kya hoga haanAap bhi meri tarah insan ki aulad hainAap munh maangi dua, hum ansuni fariyad hainAap bhi meri tarah insan ki aulad hainAap munh maangi dua, hum ansuni fariyad hainWoh jinhein sara zamana samjhe lawaaris yahanAap jaise zalimon ke zulm ki ijaad hainGaali huzoor ki to lagti duaaon jaisiGaali huzoor ki to lagti duaaon jaisiHum dua bhi dein to lage hai gaaliAapka kya hoga janab-e-aali, aapka kya hoga
Aapke maathe se chhalke jo paseena bhi kahinAasman hilne lage aur kaanp utthe yeh zameenAapka to yeh paseena khoon se bhi keematiAur apne khoon ki keemat yahan kuchh bhi nahiApna to khoon paani, jeena marna bemaaniApna to khoon paani, jeena marna bemaaniWaqt ki har adaa hai apni dekhi bhaaliAapka kya hoga janab-e-aaliAapka kya hoga haanApni to jaise taise, thodi aise ya waiseApni to jaise taise thodi aise ya waise kat jayegiAapka kya hoga janab-e-ali, aapka kya hogaApne aage na peechhe, na koi upar neecheApne aage na peechhe, na koi upar neecheRone waala, na koi rone waali janab-e-aaliAapka kya hoga haan