Apni tasveer song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 04 Jun 2015.
Apni tasveer ko
Aankhon se lagata kya hain
Apni tasveer ko
Aankhon se lagata kya hain
Ek nazar meri taraf bhi
Tera jaata kya hain
Apni tasveer ko
Aankhon se lagata kya hain


Meri ruswaai mein woh bhi hain
Barabar ke shareek
Meri ruswaai mein woh bhi hain
Barabar ke shareek
Mere kisse mere yaaron ko
Sunata kya hain
Mere kisse mere yaaron ko
Sunata kya hain
Ek nazar meri taraf bhi
Tera jaata kya hain
Ek nazar meri taraf bhi
Tera jaata kya hain
Apni tasveer ko
Aankhon se lagata kya hain


Paas reh kar bhi na
Pehchaan na saka tu mujhko
Paas reh kar bhi na
Pehchaan na saka tu mujhko
Door se dekh ke ab haath hilata kya hain
Ek nazar meri taraf bhi
Tera jaata kya hain
Apni tasveer ko
Aankhon se lagata kya hain.