Apna dard chhupana hai toh geet khushi ke gaa na, ab jab jo jo hona hai song is from and it is sung by .It stars Shatrughan Sinha and Reena Roy in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pawan Kumar. This song was released on 20 Jan 1978.
jab jab jo jo hona hai
tab tab so so hota hai
jab jab jo jo hona hai
tab tab so so hota hai
jab jab jo jo hona hai
tab tab so so hota hai

apna dard chuppana hai
to geet khushi ke gaana
jab jab jo jo hona hai
tab tab so so hota hai
chalte chalte thak jaye to
chalte chalte thak jaye to
duniya bojal ban jaye to

chalte chalte thak jaye to
duniya bojal ban jaye to
aash ka suraj dhal jaye to
toofaan aandhi badal bijali
fir chamke jana
jab jab jo jo hona hai
tab tab so so hota hai
jab jab jo jo hona hai
tab tab so so hota hai

apna dard chuppana hai
to geet khushi ke gaana
jab jab jo jo hona hai
tab tab so so hota hai