Ankhon ke maikade song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1987.
Ankhon ke maikade mein
Kabhi aaiye zara
Ankhon ke maikade mein
Kabhi aaiye zara
Nazaro ki maikamosh
Ko farmaiye zara
Ankhon ke maikade mein
Kabhi aaiye zara
Nazaro ki maikamosh
Ko farmaiye zara


Zulfo ki badliya ho
Sharabe nazar bhi hain
Zulfo ki badliya ho
Sharabe nazar bhi hain
Sharabe nazar bhi hain
Tauba mere saamne
Ab aaiye zara
Nazaro ki maikamosh
Ko farmaiye zara


Karwat badal badal ke
Guzari hai saari raat
Karwat badal badal ke
Guzari hain saari raat
Kehtu hoon yeh baat
Na sharmaiye zara
Nazaro ki maikamosh
Ko farmaiye zara


Gar nasha sharab se
Badhakar shabaab ka
Gar nasha sharab se
Badhakar shabaab ka
Badhakar shabaab ka
To karke maikashi ki
Kasam khaaiye zara
Nazaro ki maikamosh
Ko farmaiye zara


Jisne udaye hosh
Wo nazre thi ya sharab
Jisne udaye hosh
Wo nazre thi ya sharab
Chupke se aaj kan mein
Keh jaaiye zara
Nazaro ki maikamosh
Ko farmaiye zara
Ankhon ke maikade
Mein kabhi aaiye zara
Nazaro ki maikamosh
Ko farmaiye zara
Nazaro ki maikamosh
Ko farmaiye zara
Nazaro ki maikamosh
Ko farmaiye zara.