Ankhiya gulabi jaise song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K. Amarnath, M.R. Navalkar. This song was released on 01 Jan 2018.
ankhiya gulabi jaise mad ki hain pyaliya
mad ki hain pyaliya jagi huyi aankho me
sharam ki hain laliya sharam ki hain laliya
ankhiya gulabi jaise mad ki hain pyaliya
mad ki hain pyaliya jagi huyi aankho me
sharam ki hain laliya sharam ki hain laliya

din hain jawani ke ulfat ki rate
din hain jawani ke ulfat ki rate
taaro ki chhanv me hain pyar bhari bate
taaro ki chhanv me hain pyar bhari bate
suljhi huyi lato me ho ho ho
suljhi huyi lato me uljh gayi baliya
ankhiya gulabi jaise mad ki hain pyaliya
mad ki hain pyaliya jagi huyi aankho me
sharam ki hain laliya sharam ki hain laliya

duniya meri aankho me hai tere kayal ki
duniya meri aankho me hai tere kayal ki
bhari huyi phulo se hai jholi sawal ki
bhari huyi phulo se hai jholi sawal ki
khili hain baharo me ho ho ho
khili hain baharo me phulo ki daliya
ankhiya gulabi jaise mad ki hain pyaliya
mad ki hain pyaliya jagi huyi aankho me
sharam ki hain laliya sharam ki hain laliya

aadhi-aadhi rat koyi kahe jagaye re
aadhi-aadhi rat koyi kahe jagaye re
najuk kalayi mori balkha naa jaye re
aadhi-aadhi rat koyi kahe jagaye re
sun-sun kush huye ho ho ho
sun-sun kush huye mithi mithi galiya
ankhiya gulabi jaise mad ki hain pyaliya
mad ki hain pyaliya jagi huyi aankho me
sharam ki hain laliya sharam ki hain laliya