Angiya Mein Ang Na Samaye Lyrics - Aag | Govinda | Shilpa Shetty | Shakti Kapoor | Sushma Shrestha (Poornima)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Angiya mein ang na samaye song is from Aag (1994) and it is sung by Sushma Shrestha (Poornima).It stars Govinda, Shilpa Shetty, Shakti Kapoor, Mohnish Behl in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Dilip Sen, Sameer Sen. It is produced by A. Krishnamurthy. This song was released on 12 Aug 1994.
Lyrics
Angiya mein ang
Na samaye balma
Angiya mein ang
Na samaye balma
Mithi mithi
Chubhan jagaye balma
Tak dhin dhin
Tak dhin dhin
Aaja na more
Piya lage na mora jiya
Tak dhin dhin
Tak dhin dhin
Yad pe ginti hu
Tere din din din din
Angiya mein ang
Na samaye balma
Tak dhin dhin
Tak dhin dhin
Mithi mithi chubhan
Jagaye balma
Tak dhin dhin
Tak dhin dhin
Mere nain nashile
Mere hoth rashile
Tu dekh to mujhko
Mere chain chabile
Meri chadti jawani
Dariya ka pani
Mere bas me nahi
Hai ab dilbar jani
Aayi hai kaisi umar
Chadta hai kaisa jahar
Katti hai rate
Tare gin gin gin
Angiya mein ang
Na samaye balma
Tak dhin dhin
Tak dhin dhin
Mithi mithi chubhan
Jagaye balma
Tak dhin dhin
Tak dhin dhin
Koi kahe yaha hai
Koi kahe waha hai
Batla bedardi
Mujhe dard kaha hai
Kya hal batau
Kaise samjhau
Dildar tadap ke
Main mar na jau
Jagi hai kaisi agan
Jalta hai mera badan
Jeena sakungi mai
Tere bin bin bin bin
Tak dhin dhin
Tak dhin dhin
Tak dhin dhin
Tak dhin dhin
Angiya mein ang
Na samaye balma
Tak dhin dhin
Tak dhin dhin
Mithi mithi chubhan
Jagaye balma
Tak dhin dhin
Tak dhin dhin.