Anari Ka Khelna Khel Ka Satyanash Lyrics - Woh 7 Din | Naseeruddin Shah | Anil Kapoor | Padmini Kolhapure | Asha Bhosle
in Movies
Watch the Video
Song Information
Anari ka khelna khel ka satyanash song is from Woh 7 Din (1983) and it is sung by Asha Bhosle.It stars Naseeruddin Shah, Anil Kapoor and Padmini Kolhapure in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Surinder Kapoor. This song was released on 23 Jun 1983.
Lyrics
Anari ka
Anari ka khelna khel ka satyanash
Anari ka khelna khel ka satyanash
Patri ho kharab to
Patri ho kharab to rail ka satyanash
Anari ka khelna khel ka satyanash
Anari ka khelna khel ka satyanash
Jinke seene mein dhadke din na
Ho jinke seene mein dhadke din na
Aise logon se kya milna
Ho aise logon se
Aise logon se kya milna
Aison se ho mel
Aison se ho mel to mel ka satyanash
Anari ka
Anari ka khelna khel ka satyanash
Deepak baati door rahe to
Kaise ghar mein ujiyara ho
Deepak baati door rahe to
Kaise ghar mein ujiyara ho
Rahe andhera raat bhar
Rahe andhera raat bhar
Tel ka satyanash
Anari ka
Anari ka khelna khel ka satyanash
Panchhi udne ko par tolein
Maalan pinjra kaise kholein
Panchhi udne ko par tolein
Maalan pinjra kaise kholein
Kaidi bhaag jaayein to
Kaidi bhaag jaayein to
Jail ka satyanash
Anari ka
Anari ka khelna khel ka satyanash
Patri ho kharab to rail ka satyanash
Anari ka khelna khel ka satyanash
Anari ka khelna khel ka satyanash