Amma Lyrics - Manjunath | Shankar Mahadevan | Sonam
in Movies
Watch the Video
Song Information
Amma song is from Manjunath (Original Motion Picture Soundtrack) and it is sung by Shankar Mahadevan, Sonam, Nitin and Subir. This song was released on 09 May 2014.
Lyrics
Bhul bhuli si aankhe
Dekhe chamchamate sapne
Unko tu kyu jhuthlaye
Dhero sapne tu bune
Par mujhse kuch na kahe
Jo kahe mera bas chale
Hasrate teri sab puri kar du main
Kar de zid koi kya na karu main
Gudiya tu meri bacchi tu meri
Meri amma meri amma
Ek sapna hain jab kamaunga main
Sach kahta hu amma mehal banaunga main
O khatkhataye khushiya pal pal chale roshan
Amma mehal ho jadu sa
Us ghar ke kone me wahi dhun baje phir se
Appa ka band bane albela
Chhu lu har zustzu
Paa lu har makam
Naaj mujhe pe karo chahu yahi main
Hero wo mere bacchi tu meri
Meri amma meri amma