Allah teri kya shaan hai song is from and it is sung by and .It stars Rehal Khan, Bridgette Irani and Gulshan Grover in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Merina Haque. This song was released on 01 Jan 2018.
kabhi dekhu tujhe mera armaan hai
sultan ka tu hi sultaan hai
kabhi dekhu tujhe mera armaan hai
sultan ka tu hi sultaan hai
tu hi naafad hai tu hi rahmaan hai
sajde me tere sabki jaan hai
allah teri kya shan hai maula teri kya shan hai
allah teri kya shan hai maula teri kya shan hai
allah teri kya shan hai maula teri kya shan hai
allah teri kya shan hai maula teri kya shan hai

malik hai tu mukhtaar tu gamkhaaro ka gamkhaar tu
charcha tera khubku jalwa hai tera karsu
teri vajr me shaho gala shab roj dete hai sada
tu hi hai saccha khuda teri zaat hai sabse juda
zarra zarra tujhi pe zarra zarra tujhi pe kurbaan hai
allah teri kya shan hai maula teri kya shan hai

ilahi baksh de meri khtaye mere chashme naam ki sun le duaaye
tujhe wasta tere pyaare nabi ka rahe door mujhse hamesha bala
bas ek tu makhud hai har dil me tu maujud hai
rutba tera kya khub hai ha tu mera mahbub hai
mujhko meri manzil bata ab aur na mujhko sata
tujhe haal-e-dil sab hai pata teri pahunch se kya bacha
tu hi sare jaha ka tu hi sare jaha ka nigehbaan hai
maula teri kya shan hai allah teri kya shan hai