Alif se song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mahesh Bhatt, Mukesh Bhatt. This song was released on 17 Apr 2015.

In dino meri ab saanson mein
Ho raha kharch tu
Kar yakeen meri ab jeene ki
Ban gaya shart tu

Alif se aye par tu
Yahaan har sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera
Ishq ka paikar tu
Alif se par tu
Yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera
Ishq ka paikar tu

Dekh le mere alfaazon se tu
Boond boond girta rehta hai
Sun zara awaazon ke tu
Saath saath behta rehta hai
Tu khudko dekh na paaye jahaan
Main woh jagah hoon
Main teri dhadkano ki
Gintiyon ki bhi wajah hoon
Main teri dhoop mein
Roshan hua qatra hoon koi
Na jiske peeche koi raat ho
Main woh subah hoon
Tu woh subah hai

Alif se aipar tu
Yahaan sheh par tu

Khuda pe naksh hai tera
Ishq ka paikar tu
Alif se par tu
Yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera
Ishq ka paikar tu

Dekh le meri inn aankhon mein tu
Khwaab se milta-julta hai
Sach hai ye har jagah neendon pe tu
Roz roz ugta rehta hai

Main khud se hi juda
Khud se ya khud main dhuaa hoon
Ki main hi ab nahi mujh mein
Bata ki main kahaan hoon
Main tere khwabon ke behte
Kinaro pe khada hun
Tu mud ke dekh le main
Tera hi nishaan hoon
Tu hi nishaan hai o...

Alif se aipar tu
Yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera
Ishq ka paikar tu
Alif se aipar tu
Yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera
Ishq ka paikar tu