Akkad Bakkad Lyrics - Bhindi Baazaar Inc | Kay Kay Menon | Piyush Mishra | Deepti Naval | Suraj Jagan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Akkad bakkad song is from Bhindi Baazaar Inc (2011) and it is sung by Suraj Jagan.It stars Kay Kay Menon, Piyush Mishra, Deepti Naval, Prashant Narayanan in leading roles. This song is penned by Navin Tyagi and composed by Sandeep-Surya. This song was released on 17 Jun 2011.
Lyrics
Bansi baje jo kaal ki
[yeh flute hai?
Jee]
Kare na koi bhed
Arre chhota bada na phir dekhein
Haaye daiya yeh kya keh diya
Band kar dein saare chhed
Chhed?
Chor bazaar to hai yeh duniya saari
Aade tedhe hain sabke rule
Haan chor bazaar to hai yeh duniya saari
Aade tedhe hain sabke rule
Jeete hain apni hi sharton pe hum bhi
Apna to hai bas yeh usool haan haan
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Sau mein laga dhaga, chor nikal ke bhaga
[Gili gili ya aa, gili gili ya aa
Gili gili ya aa, blip blip blip blip] x 2
Khaate hain hum bhi mehnat ki roti
Haathon mein apne hunar hai
Duniya kare to kamaayi hai
Hum kya saale cheater hain
Khaate hain hum bhi mehnat ki roti
Haathon mein apne hunar hai
Duniya kare to kamaayi hai
Hum kya saale cheater hain
Hum kya zamaane se nyare hain
Itne harami to saare hain
Hum kya zamaane se nyare hain
Itne harami to saare hain
Karte hain kaam aur ho jaate goal
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Akkad bakkad bambe bo, assi nabbe poore sau
Sau mein laga dhaga
Aye dekh dekh chor nikal ke bhaga
[Gili gili ya aa, gili gili ya aa
Gili gili ya aa, blip blip blip blip] x 2
Paisa jo jata hai jayega
Yeh kiska ho ke tika hai
Humne to bas bhaari jebon ka
Bojh halka kiya hai
Paisa jo jata hai jayega
Yeh kiska ho ke tika hai
Humne to bas bhaari jebon ka
Bojh halka kiya hai
Paisa jab chal ke aata hai
Tere baap ka phir kya jata hai
Paisa jab chal ke aata hai
Tere baap ka phir kya jata hai
Haathon mein tension nahi lene ka bol