Aisi Umar Mein Ham Jo Miley Lyrics - Deewane Huye Paagal | Akshay Kumar | Shahid Kapoor | Paresh Rawal | Krishna Beura | Kunal Ganjawala
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aisi umar mein ham jo miley song is from Deewane Huye Paagal (2005) and it is sung by Krishna Beura, Kunal Ganjawala and Shaan.It stars Akshay Kumar, Shahid Kapoor, Paresh Rawal, Rimi Sen in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Anu Malik. It is produced by Firoz A. Nadiadwala. This song was released on 25 Nov 2005.
Lyrics
Aisi umer mein hum
Jo milein hain
Pyaar to hoga pyaar
To hoga zaroor
Na teri khata na meri
Khata umr ka hai kasoor
Oh anjaani oh anjaani
Main raja tera tu meri rani
Tujhe dhoonde meri
Jawaani yeh jawaani teri deewani
Shuru hai teri meri prem kahaani
O jaana meri aashiqui
Yehi hai meri zindagi
O jaana meri aashiqui
Yehi hai meri zindagi
Tere bina jeena nahi
Kehna yehi mehfil mein hai
Kis ko pata kis ko khabar
Pyaar tera mere dil mein hai
Meri jaan tu hai meri
Jaan dilaba dilbar..
Meri jaan tu hai meri
Jaan dilaba dilbar..
Saans ki tarah tum
Aate ho jaate ho
Behat sanam tum
Mujhko bhaate ho
Tera kadam mera kadam
Chaahat ki manzil mein hai
Kis ko pata kis ko khabar
Pyaar tera mere dil mein hai
Meri jaan tu hai meri
Jaan dilaba dilbar..
Meri jaan tu hai meri
Jaan dilaba dilbar..
Tu hai meri jaan
Tera naam mohabbat hai
Mera naam deewana hai
Tera naam mohabbat hai
Mera naam deewana hai
Tera naam mohabbat hai
Mera naam deewana hai
Mera naam deewana hai
Par aaj nahi to kal
Humko mil jaana hai
Par aaj nahi to kal
Humko mil jaana hai
Tera naam mohabbat hai
Mera naam deewana hai
Mera naam deewana hai
Yaadon mein khwaabon
Mein paaya tujhe raat din
Tanha akele mein reh
Na sakoon tere bin
Tere ishq ne maara hai
Tu sab se pyaara hai
Kya dil ka ishaara hai mera
Yaara samajh le zara
Tera naam musafir hai
Mera naam thikaana hai
Tera naam musafir hai
Mera naam thikaana hai
Tera naam musafir hai
Mera naam thikaana hai
Mera naam thikaana hai
Meri jaan tujhe chal ke
Mere paas hi aana hai
Tera naam mohabbat hai
Mera naam deewana hai
Dhadakta hai dil kyun
Tadapta hai dil kyun
Huwa kya mere
Dil ko tu hi bata
Dhadakta hai dil kyun
Tadapta hai dil kyun
Huwa kya mere
Dil ko tu hi bata
Hasta hai rota hai
Sapne pe rota hai dekho
Kehta hai mere bhi baare
Mein ek pal to socho
La la la la hey hey hey hey
Chori se chupke se aahista
Dheere se dil ko mera le gayi
Nazrein milaake to nazrein
Churaake naya dard sa de gayi
Yeh dard main kaise
Sahoon ab bin tere kaise rahoon
Dhadakta hai dil kyun
Tadapta hai dil kyun
Huwa kya mere dil ko tu hi bata
Ishq yeh mera sab se alag
Hai chaahat sab se judaa hai
Mera tan-man bhi mera dhadkan
Bhi dilbar tujhpe fida hai
Leke tujhe main jaoonga
Leke tujhe main jaoonga
Aisi umer mein hum
Jo milein hain
Pyaar to hoga pyaar
To hoga zaroor
Na teri khata na meri
Khata umr ka hai kasoor.