Aise Mauke Bhi Kahi Roz Mila Karte Hai Lyrics - Dilshad Begum | Imdad Hussain

1947

Lyrics

aise mauke bhi kahi kahi roz mila karte hai

muskurati hui kaliyo ki ada kahti hai
muskurati hui kaliyo ki ada kahti hai
mauj me jhoom ke ha mauj hewa karti hai
mauj me jhoom ke mauj me jhoom ke
mauj hewa karti hai
masi isaaro se ye mast isaaro se ye
ghanghor ghatta kahti hai
aise mauke bhi kahi kahi roz mila karte hai
aise mauke bhi kahi kahi roz mila karte hai
faag me dhoom machi hai fer bhaar aayi hai

mast fuulo pe masti ki ghataa chaayi hai
mast fuulo pe
mast fuulo pe masti ki ghataa chaayi hai
jiski ? ho soda to ho o sodayi hai
aise mauke bhi kahi kahi roz mila karte hai
mast najaro se mast najaro se
mast najaro se chaman walo ke man ko har le

jholiya apni bhaar aayi hai hum bhi bhar le

do ghadi baith ke do pyar ki baate kar le