Aisa tadpaya mujhe song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mukesh Bhatt. This song was released on 19 Aug 1994.
Kajra laga ke gajra saja ke
Bindiya chamka ke
Chudi khanka ke
Aaye hai karne
Hum disco mujra
Disco mujra disco
Mujra disco mujra
Aisa tadpaya mujhe dile beqarar
Aisa tadpaya mujhe dile beqarar
Mast mad mast
Mujhe kar diya yaar ne
Daman khushi se
Mera bhara dildar ne
Daman khushi se
Mera bhara dildar ne
Mast mad mast
Mujhe kar diya yaar ne
Ishq ki raja dukan chalu hai
Aaja aaja raja dukan chalu hai
Are ishq ki raja dukan chalu hai
Aaja aaja raja dukan chalu hai


Main teri rani tu mera king
Dono karenge ding dang ding
Kehne laga tu hai rani
Main hu tera jani king
Aao dono milke kare
Ding dang ding ding
Maine puchha laye ho kya
Nau nau chudiya
Daal do pyar se
Chun fir ke duriya
Chudi dali dard hua
Teer jaisa paar hua
Upar niche aage pichhe
Bijli ka karant laga
Janwari ka mahina
Mujhko june laga
Pyas se pagal thi
Piya mansun laga
Jab meri laal chudi
Khan khan bajhne lagi
Dard rafu chakkar hua
Kaliya khilne lagi
Dard rafu chakkar hua
Kaliya khilne lagi
Kaliya khilne lagi
Kaliya khilne lagi
Haye malham lagaya
Mujhe mithi puchkar ne
Malham lagaya mujhe
Mithi puchkar ne
Mast mad mast
Mujhe kar diya yaar ne
Ishq ki raja dukan chalu hai
Aaja aaja raja dukan chalu hai
Are ishq ki raja dukan chalu hai
Aaja aaja raja dukan chalu hai


Hello mister hello
Chalo andar chalo
Wo rock song hai
Bada is tang hai
Wo aaye haye hai
Wo kadak chaye hai
Wo gutar gutar hai
Wo gutam gutam hai
Laut na kabutar hai
Haye kya sanam hai
Kar gaya hai bekhabar
Aisa hai wo bazigar
Hani hani mera hani
Bada hai wo jadugar
Main bhi rangin hu
Wo bhi rangin hai
Jo bhi dekhe bole hume
Haye kya seen hai
Gul ka ras jo na piye
Kaisa gulfam hai
Mere angane mein bhala
Uska kya kaam hai
Mere angane mein bhala
Uska kya kaam hai
Uska kya kaam hai jee
Uska kya kaam hai
Haye mera hi shikar
Kiya mere hi shikar ne
Mera hi shikar kiya
Mere hi shikar ne
Mast mad mast
Mujhe kar diya yaar ne
Aisa tadpaya mujhe dile beqarar
Aisa tadpaya mujhe dile beqarar
Mast mad mast
Mujhe kar diya yaar ne
Ishq ki raja dukan chalu hai
Aaja aaja raja dukan chalu hai
Are ishq ki raja dukan chalu hai
Aaja aaja raja dukan chalu hai.