Aisa Ladka Mila Na Lyrics - Insaniyat Ke Dushman | Dharmendra | Abhi Bhattacharya | Aruna Irani | Asha Bhosle | Shabbir Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aisa ladka mila na song is from Insaniyat Ke Dushman (1987) and it is sung by Asha Bhosle and Shabbir Kumar.It stars Dharmendra, Abhi Bhattacharya, Aruna Irani, Shakti Kapoor in leading roles. This song is penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai) and composed by Anu Malik. It is produced by Rajkumar Kohli. This song was released on 15 Mar 1986.
Lyrics
Aisa ladka bana na koi ab tak
Jo aankho mein meri jach jaye
Aisa ladka bana na koi ab tak
Jo aankho mein meri jach jaye
Aisi ladki mili na koi ab tak
Jise main chahu jise
Main chahu aur bach jaye
Aisa ladka bana na koi ab tak
Jo aankho mein meri jach jaye
Aisi ladki mili na koi ab tak
Jise main chahu jise
Main chahu aur bach jaye
Kayi hotel mein
Kayi thiyetar mein
Kayi rasto mein
Meri khade hain
Kya hain kuware
Joru ke pyare
Sare hi piche pade hain
He is mandap ke
Aage pandat ke
Gathbandhan jodunga
Meri priyatma
Meri badkhama
Tujhko na chodunga
Badham maha
Badham maha badham
Tu kya hain jo pyar se dekhu
Heroines mein halchal mach jaye
Aisa ladka bana na koi ab tak
Jo aankho mein meri jach jaye
Aisi ladki mili na koi ab tak
Jise main chahu jise
Main chahu aur bach jaye
Chahu agar main
Punjaban patalu
Chahu agar main
Gujratan patalu
Chahu agar main
Madrashan patalu
Tu kya bachagi bata
Chahu agar main
Punjaban patalu
Chahu agar main
Gujratan patalu
Chahu agar main
Madrashan patalu
Tu kya bachagi bata
Patna ki main rahne wali
Mujhko patana hain muskil
Usse patungi uski banungi
Jispe aa jaye mera dil
Namumkin hain mehandi
Teri hatho mein mere rach jaye
Tu kya bachagi bata
Aisa ladka bana na koi ab tak
Jo aankho mein meri jach jaye
Aisi ladki mili na koi ab tak
Jise main chahu jise
Main chahu aur bach jaye.