Aisa kyon hota hai (title) song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dr. Dominic Emmanula, Mahesh Bhatt. This song was released on 17 Feb 2006.
Aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai
Mohabbat karega
Woh rota rahega
Mohabbat karega
Woh rota rahega
Yeh hota raha hai
Yeh hota rahega
Yeh hota raha hai
Yeh hota rahega
Mohabbat karega
Woh rota rahega
Aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai


Mohabbat me
Kaisi saja maine
Payi wafao ke
Badle mili bewafayi
Badi bhul ki khwab
Dekhe milan ke
Mujhe meri kismat
Ne dedi judayi
Aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai
Yeh mera daman
Bhi rota rahega
Mohabbat karega
Woh rota rahega
Yeh hota raha hai
Yeh hota rahega


Naa koyi shikayat
Naa koyi gila hai
Magar meri tujhse
Yahi inja hai
Naa meri tarah
Usaka dil tod dena
Naya apna dilbar
Jo tune chuna hai
Jo kismat me hona
Hai woh hota rahega
Mohabbat karega
Woh rota rahega
Yeh hota raha hai
Yeh hota rahega
Aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai
Aisa kyun hota hai.