Agar ho tum song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 23 May 2024.
Agar ho tum to

Main khud ko bhula doon

Tere khwaabon khayalon mein

Yoon hi main behta rahun

Agar ho tum to

Hai phir kehna kya

Tere vaadon iradon mein

Yoon hi main udta rahoon

Zamane bhar ki khushiyon ko

Tere daaman mein bhar doonga

Tu maange ik sitara

Cchaand main tere hath mein rakh doonga

Agar ho tum to darna kya haan

Hai tera hai mera hamara yeh saara jahan

Agar ho tum to sath khuda haan

Hai tera hai mera hamara yeh saara jahan

Agar ho tum, agar ho tum

Agar ho tum, agar ho tum

Agar ho tum, agar ho tum

Agar ho tum, agar ho tum

Kitne siyane dekhe

Kitne deewane dekhe

Dil ke thikanon mein

Haan tum sa nahi dekha haan

Dil ke fasanon mein

Sohni Mahiwalon mein

Dil ne jahan dekha

Haan tum sa nahi dekha

Zamane bhar ki mohabbat ko

Haan tere naam main kar doonga

Tu keh de ik dafa to baahon mein

Tujhe aaj main bhar loonga

Agar ho tum, agar ho tum

Agar ho tum, agar ho tum

Apna pata na paaun

Jaanu naa kahan main jaaun

Ik tere bin oh maahi

Mera aur kya haan

Nainon mein tujhko bhar loon

Khud ko main kaabil kar loon

Ek tere bin oh maahi

Mera aur kya

Agar ho tum, agar ho tum

Agar ho tum, agar ho tum