Afghan Jalebi Lyrics - Katrina Kaif | Saif Ali Khan | Asrar

2015

Lyrics

Makhtool jigar (ya baba)
Kaatil hai nazar (ya baba)
Ik mahajabi (ya baba)
Ek noore nabi (ya baba)
Rabb ki rubaai
Ya hai tabaahi
Gardan surahi
Boli ilaahi

Afghan jalebi mashooq farebi
Ghayal hai tera deewana
Bhai wah, bhai wah..
Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana
Bhai wah bhai wah bhai wah..(2x)

O dekh darazi (wallah)
Banda namazi (wallah)
Khel ke baazi (wallah)
Khamakha..
Ab thehra na kissi kaam ka
Mir ka koi
Sher suna ke
Ghunth lagga ke jaam ka
Main raha khan mehaz naam ka

Oye lakht-e-jigar
Oye noor-e-nazar
Ek teer hai tu
Main chaak jigar
Bandon se nahi toh
Allah se daregi
Waada to kabhi nibhana
Bhai wah, bhai wah, bhai wah..

Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana
Bhai wah bhai wah bhai wah

Khwaja ji ki paas teri chugli karunga
Main teri chugli karunga
Haan teri chugli karunga
Anguthi mein qaid teri ungli karunga
Main teri chugli karunga
Haan teri chugli karunga

Gul-e-gulzar (ya baba)
Mere sarkar (ya baba)
Bade mansoor (ya baba)
Tere rukhsaar (ya baba)
Haye shamsheer nigaahein
Chabook si adaayein
Nacheez pe na chalana
Bhai wah bhai wah

Bandook dikha dikha ke kya pyaar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana
Bhai wah, bhai wah..