Abhi na jao chhod kar ke dil abi bhara nahiAbhi na jao chhod kar ke dil abi bhara nahiAbhi abhi to aayi ho, abhi abhi toAbhi abhi to aayi ho, bahar banke chhayi hoHawa zara mehak to le, nazar zara behak to leYeh shaam dhal to le zaraYeh shaam dhal to le zaraYeh dil sambhal to le zaraMain thodi deir jee to loonNashe ke ghoont pee to loonNashe ke ghoont pee to loonAbhi to kuchh kaha nahiAbhi to kuchh sun nahiAbhi na jao chhod kar ke dil abi bhara nahiSitaare jhilmila utheSitaare jhilmila uthe, charag jagmaga utheBas ab na mujhko tokna
Bas ab na mujhko toknaNa badhke raah roknaAgar main ruk gayi abhiTo jaa na paaoongi kabhiYehi kahoge tum sada ke dil abhi nahi bharaJo khatm kisi jagah yeh aisa silsila nahiAbhi nahi, abhi nahi, nahi nahi nahi nahiAbhi na jao chhod kar ke dil abi bhara nahiAdhoori aas, adhoori aas chhod keAdhoori pyas chhod ke ao roz yun hi jaaogiTo kis tarah nibhaaogiKe zindagi ki raah meinJawan dilon ki chaah mein kai makam aayengeJo humko aazmaayengeBura na maano baat ka, yeh pyar hai gila nahiHaan yehi kahoge tum sadaKe dil abhi nahi bharaHaan dil abhi nahi bharaNahi nahi nahi nahi