Abhi abhi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 23 Dec 2017.
Abhi abhi jo dil
Mein baat hain
Abhi kar do bayaan
Abhi abhi abhi jo
Dil mein baat hain
Abhi kar do bayaan
Ye pyaar ko yun pyar mein
Na rehne na do bejubaan
Kabhi gar kuch ho shikayate
Mujh se kaho na
Haan yaari mein yaar se
Kuch bhi chhupao na
Haan fikra hain mujhko
Hain parwaah teri
Tu muskura aye zindagi ghadi
Tu saanso mein hai
Tu meri dhadkane
Ab toh koi nahin tere sivaa


Tu khwaab hai mera
Ehsaash hain ye tujhe
Ab tu jahaan
Wahin mera jahaan
Rubaroo haan aake
Tu keh bhi de pyaar hai
Rubaroo haan aake
Tu keh bhi de ikraar hai


Tere bina dil na
Tere bin jaan na
Tere bina kuch bhi na
Tere bina suna jahaan
Tu hi meri jaan
Tu hi hai armaan
Tere bina sivaa
Jaaun kahaan
Tere sivaa suna jahaan
Dabi dabi khwahish ko aaj tum
Dhundh ne do zara
Hai aasmaan umeed ka
Haan sapno se bhara
Khoyi khoyi tum yun na raho
Kuchh keh do zara
Hain geet ye zidnagi
Tum gungunao na
Yeh dil kahein dil
Mein samaa jaao na
Aa jaao na sun lo
Na dil ki sadaa
Tu kehde toh le lum
Main har gham tere
Khushi khile tere
Lab pe sadaa
Haan ab mera yahin
Rehta hain tujh mein kahin
Jo tu hase lage
Khush hain khudaa
Ab toh koi nahin tere sivaa
Ab toh koi nahin tere sivaa.