अब तेरे बिन नहीं जीना ab tere bin nahin jeena song is sung by . Record label of this song is Himesh Reshammiya Melodies. This song is written by . It is produced by Himesh Reshammiya Melodies. This song was released on 24 May 2022.
Mixed and Mastered: Salman Shaikh at HR Musik Studio
Assistant Mixing Engineer: Anudutt Shamain
Guitar: Chintoo Singh Wasir
Flute: Prathamesh Salunke
Violin: Mahesh Rao
Vabasta hain mere dil mein
Teri aashiqui ka aalam
Teri mohabbat mein doob gaya hain
Meri yaadon ka mausam

Tu hain mujhme kuch iss tarah
Sagar mein nadiya ho jis tarah

Aag lagaye dil mein saawan ka mahina
Maine tay kar liya hain oh yaara
Ab tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena

Aag lagaye dil mein saawan ka mahina
Maine tay kar liya hain oh yaara
Ab tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena

Mera man aye jaaneman
Teri yaadon ka hain aaina
Darde dil darde jigar
Ab mujhse saha jaaye naa

Tu mera raasta tu mera rehguzar
Naam dil pe tera likh liya
Tu ruke main rukoon
Tu chale main chaloon
Tu jaahan main wahan saathiya

Aag lagaye dil mein saawan ka mahina
Maine tay kar liya hain oh yaara
Ab tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena

Har ek dagar har mod pe
Chhoda rishton ne tanha mujhe
Rab se bas main maangun
Yara har ek lamha tujhe

Main phiroon darbadar
Main rahoon besabar
Naam leke mere yaar ka
Tu meri shayari tu mera falsafa
Tu mera silsila pyar ka

Aag lagaye dil mein saawan ka mahina
Maine tay kar liya hain oh yaara
Ab tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hai oh yaara
Ab tere bin nahi jeena.