Aaye sajanwa song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 26 Sep 2011.
Sawan ke din aaye
Sajanwa aan milo
Barkha jiya tarasaye
Sajanwa aan milo
Duri sahi naa jaye sajaniya
Yaad tumhari aaye sajaniya
Aan milo aan milo
Birha jiya tadapaye
Sajanwa aan milo
Sajaniya aan milo aan milo


Jaise ghata me
Bijuri chamake
Tir uthe mann
Me tham thamake
Tir uthe mann
Me tham thamake
Kaise koyi dhir bandhaye
Dhir bandhaye
Birha jiya tadapaye
Sajanwa aan milo
Yaad tumhari aaye
Sajaniya aan milo aan milo


Aag lagi hai
Thandi pawan me
Chhaya dhuwa sa
Hai ankhiya mein
Chhaya dhuwa sa
Hai ankhiya mein
Jale koyi tum
Bin hay tum bin hay
Birha jiya tadpaye
Sajaniya aan milo
Duri sahi naa jaye sajanwa
Yaad tumhari aaye sajaniya
Aan milo aan milo
Sawan ke din aaye
Sajanwa aan milo
Sajaniya aan milo
Aan milo aan milo.