Aasmaan song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Zulfiqar J. Khan. This song was released on 26 Jan 2011.
Rishta hai in hawaon se
Jab se hai ye zindagi
Kissa hai un fizaoun ka
Saansein hain jin se juri


Hai yeh chaman
Hi apna makan
Hai is watan
Pe jaan nisaar


Ab yahan rukna hai nahin
Pa lenge aasman
Yeh nishan
Pehchan hai yehi
Fizain hain apna jahan


Rehna hai in sadaon mein
Jab tak hai ye zinadagi
Behta hai jo lahoo ban ke
Wohi hai apna yaqeen
Hai is lagan
Se barhna yahan
Ke is watan
Pe jaan nisaar


Ab yahan
Rukna hai nahin
Paalainge aasmaan
Yeh nishaan
Pehchan hai yehi
Fizain hain apna jahan


Jazba hai toh himmat bhi
Chorain na yeh qadam
Jeetain ge har baazi hum
Khaee hai yeh qasam yeh qasam
Yeh qasam yeh qasam


Ab yahan rukna hai nahin
Paa leinge aasman
Yeh nishaan
Pehchan hai yehi
Fizain hain apna jahan
Paa leinge aasman
Apna hai ye jahan
Rukna hai nahin
Paa leinge aasman.