Aashiq banaya aapne song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bhushan Kumar, Krishan Kumar. This song was released on 09 Mar 2018.
Mere bin sooni hain dil ki rahein,
Mere bin pyaasi sabki nighahein,
Mere bin sooni hain dil ki rahein,
Mere bin pyaasi sabki nighahein,


Jo mile bole bhar ke bula hain,
Sun ishq,


Aashiq banaya..
Aashiq banaya..
Aashiq banaya aapne,


Aashiq banaya..
Aashiq banaya..
Aashiq banaya aapne,


Sinne mein ghul ke,
Ishq dhadke toh maza hai,
Hothon se padh le,
Woh jo hothon pe likha hai,


Meri nighahon mein tera chehra rawan hai,
Gehre hain armaan jaanejaan pagal sama hai,


Aashiqui mein haye kaisi,
Waadiyan hain khili,
Jaan jaan keh ke tune,
Jaan meri le li,


Mere bin shamein hain benazara,
Mere bin beziya har sitara,
Mere bin ishq hai besahara,
Sun ishq,


Aashiq banaya..
Aashiq banaya..
Aashiq banaya aapne,


Aashiq banaya..
Aashiq banaya..
Aashiq banaya aapne,


Aashiq banaya..
Aashiq banaya..
Aashiq banaya aapne,