Aap ki baaten kare ya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Syed Kausar Hussain. This song was released on 01 Jan 2018.
Aapki baaten kare ya
Apna afsana kahe
Aapki baaten kare ya
Apna afsana kahe
Hosh mein dono nahi hai
Kisko deewana kahe
Hosh mein dono nahi hai
Kisko deewana kahe
Aapki baaten kare


Aapki baho mein aakar
Khil uthi hai zindagi
Aapki baho mein aakar
Khil uthi hai zindagi
In baharo ko bala hum
Kiska najrana kahe
In baharo ko bala hum
Kiska najrana kahe
Aapki baaten kare


Raaz e ulfat zindagi bhar
Raaz rehna chahiye
Raaz e ulfat zindagi bhar
Raaz rehna chahiye
Aankho hi aankho yeh mein
Khamosh afsana kahe
Aankho hi aankho yeh mein
Khamosh afsana kahe
Aapki baaten kare ya
Apna afsana kahe
Hosh mein dono nahi hai
Kisko deewana kahe
Aapki baaten kare.