Aao bataun song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2006.
Aao bataun tumhein kyun tumse pyaar hain
Ye dil tumhare liye kyun bekraar hain
Aao bataun tumhein kyun tumse pyaar hain
Ye dil tumhare liye kyun bekraar hain
Paas baitho zara o meri jaane jaa
Ke soon lo kyaa kahein mere dil ki jubaan
Tumhi par kyun mujhe meri jaa aitbaar hain
Aao bataun tumhein kyun tumse pyaar hain
Ye dil tumhare liye kyun bekraar hain


Bachpan mein sunta tha main daadi se ek kahani
Bachpan mein sunta tha main daadi se ek kahani
Uss mein thi ek khubsoorat si pariyon ki raani
Pehali baar tumhein dekha to huyi badi heraani
Sapne bhi sach ho sakte hain baat ye maine jaani
Dekhate hi tumhein mera dil kho gaya
Na jaane kyun mujhe yakeen sa ho gaya
Tumhi to ho mujhe ki jiska aitbaar hain
Aao bataun tumhein kyun tumse pyaar hain
Ye dil tumhare liye kyun bekraar hain


Mujhe mohabbat lavz ka matlab tumne samjaya hain
Mujhe mohabbat lavz ka matlab tumne samjaya hain
Mere har ek ehsaas ko kitane pyaar se seh laaya hain
Pyaari soorat aur us se bhi pyaara dil paaya hain
Issi liye to shiva tumhare koi nahih bhaaya hain
Ab toh ye faisala badal na paayega
Tumhare bin sanam jeeya na jaayega
Ki ab khud par mujhe nahi koi ikhtiyaar hain
Aao bataun tumhein kyun tumse pyaar hain
Ye dil tumhare liye kyun bekraar hain.