Aankhon Men Samaa Jaao, Is Dil Men Rahaa Karanaa Lyrics - Vyjayantimala | Jayant | Suresh Oberoi | Lata Mangeshkar
1955
Lyrics
aankho me sama jaao, is dil me raha karna

taaro me hansa karna, phulo me khila karna

jab se tumhe dekha hai, jab se tumhe paaya hai
kuchh hosh nahi mujhko, ek nasha sa chhaaya hai
ab baat jo kahni ho, nazro se ada karna
aankho me sama jaao, is dil me raha karna
kuchh hosh nahi mujhko, ek nasha sa chhaaya hai
ab baat jo kahni ho, nazro se ada karna
aankho me sama jaao, is dil me raha karna
ae kaash dhadakta dil kuchh der thahar jaaye
ye raat mohabbat ki yunhi na guzar jaaye

baaki abhi tum par ye jaan fida karna

kismat na dikhaaye ab ghadiya hame furkat ki
har raat yunhi chamake, taqadir mohabbat ki

ae chaand sitaaro tum miljul ke dua karna

aankho me sama jaao