Aankhon aankhon mein song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aankhon aankhon mein
Har ik raat guzar jati hai
Aankhon aankhon mein
Har ik raat guzar jati hai
Tum nahi aate ho to
Yaad bhi kyu aati hai
Aankhon aankhon mein
Har ik raat guzar jati hai


Hum khayalo mein bula lete
Hai aksar tumako
Hum khayalo mein bula lete
Hai aksar tumako
Jab tabiyat zara tanahayi
Se ghabarati hai
Jab tabiyat zara tanahayi
Se ghabarati hai
Aankhon aankhon mein
Har ik raat guzar jati hai


Har ik aahat pe yu hum
Chauk utha karte hai
Har ik aahat pe yu hum
Chauk utha karte hai
Jis tarha bijli ghatao mein
Chamak jaati hai
Tum nahi aate ho to
Yaad bhi kyu aati hai
Aankhon aankhon mein
Har ik raat guzar jati hai.