Aankhen to kholo swami song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by R.C. Prakash. This song was released on 30 Aug 1985.
Aankhn to kholo sawmi
Jawani dekho swami
Aankhen to kholo sawmi
Jawani dekho swami
Tu badal main dharti hoon
Bund bund ko tarsi hoon
Ab to barso swami
Aankhen to kholo sawmi
Jawani dekho swami


Tan mein garmi itni piya
Chhu lo jo main jal jaye jiya
Tan mein garmi itni piya
Chhu lo jo main jal jaye jiya
Khet pyasa sajan mera
Na sincha na pni diya
Mere gusse ko na jaga
Jalke khak ho jayegi tu
Teer na mujhpe chala tu
Apne par mujhe kabu
Teer na mujhpe chala tu
Apne par mujhe kabu
Atal hoon main to atare sa
Girega na main kinare sa
Chalega na tera jadu


Dil ka bisater bichaya hain
Baho mein tujhko bulaya hain
Dil ka bisater bichaya hain
Baho mein tujhko bulaya hain
Chahat se tujhko dhak dungi
Hotho ko chadar banaya hain
Aasan se na dolunga
Bhool bhoola thak jayegi tu
Aankhen to kholo sawmi
Jawani dekho swami
Aankhe to kholo sawmi
Jawani dekho swami
Tu badal main dharti hoon
Boond boond ko tarsi hoon
Ab to barso swami
Aankhe to kholo sawmi
Jawani dekho swami
Aankhe to kholo sawmi
Jawani dekho.