LyricsTashan

Aankhen Do Aankhen Lyrics - Geeta Mera Naam | Helen | Sunil Dutt | Feroz Khan | Lata Mangeshkar

in Movies

Watch the Video

Song Information

Aankhen do aankhen song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Attam Prakash. This song was released on 19 Jan 1974.

Lyrics

Aankhen do aankhen
Ye bhi hai kaho kisliye
Humko aaj tumko aaj sabko
Kaho kisliye
Aankhen do aankhen
Ye bhi hai kaho kisliye
Humko aaj tumko aaj sabko
Kaho kisliye
Kaun hai wo kya malum
Kaisa hai kya malum
Phir bhi kone kone mein
Usiki dhun usiki dhun
Aankhen do aankhen
Ye bhi hai kaho kisliye
Humko aaj tumko aaj sabko
Kaho kisliye


Teacher didi ye to batao
Aap hai kya do aankho ka
Ha ha ha ha
La la la la la
Dekho inse unche parvat
Gata raheta ye zarna
Ha ha ha ha
La la la la la
Aankhen do aankhen
Ye bhi hai kaho kisliye
Humko aaj tumko aaj sabko
Kaho kisliye


Kitni pyari hai dekho ye duniya
Kaliyo se phulo se
Bhari bhari duniya
Kaliyo se phulo se
Bhari bhari duniya
Gudiya jaisi hai chhoti si hai
Resam ke dhago se
Buni buni duniya
Teacher humko bhi to
Paise ki ek gudiya ledo
Na na na na
Paise se ye nahi milegi
Aankhen do aankhen
Ye bhi hai kaho kisliye
Humko aaj tumko aaj sabko
Kaho kisliye


Aao chale waha
Badal khada jaha
Chal ke use pakad le
Aao chale waha
Badal khada jaha
Chal ke use pakad le
Bachke kaha jayega ye
Isko jakad le aa
Dekho kaise pakda
La la la la la la
Aankhen do aankhen
Ye bhi hai kaho kisliye
Humko aaj tumko aaj sabko
Kaho kisliye


Soja bebi soja lal kalankar soja
Pappa mamma aayenge
Dher khilone layenge
Anjani masum ye duniya
Khushiyo se maherum
Anjani masum ye duniya
Khushiyo se maherum
Kaun hai mein kal ka suraj
Ye kisko malum


Aao aao didi didi khele ek khel
Aao aao didi didi khele ek khel
Tum bano english hum bane ret
Na indian nothing nothing.

Related Songs

More songs from Geeta Mera Naam (1974)
More songs of Helen
More songs of Sunil Dutt
More songs of Feroz Khan
More songs of Lata Mangeshkar