Aankhein Meri Lyrics - Samira Koppikar | Sarosh Sami

2016

Lyrics

aankhein meri kehti hain ke
tera hi ho bas nazara
tere bina ye zindagi
jeena nahi hai gawara
samandar se bhi gehra
hai aisa pyaar mera
kehta hai ye zamana
main tera diwana
tu hi mandir
mera madina
main tera diwana
thehra
waqt ho jaise ye thehra
tishnagi pe
dunia ki bandishon ka pehra
karde ada
apni wafa
ik pal bhi na
tere bina
yaara mere nahi mujhko jeena
tu hi mandir
mera madina
main sahil tu mera safina
chehra tera ho jaise sawera
tu na ho to
ho jaaye jaise andhera
tere bina jeena hai ik saza
tu hi mandir
mera madina
main tera diwana
tu hi mandir
mera madina
main sahil tu mera safina