Aankhe ye keh rahi hai ki song is from and it is sung by .It stars Jairaj, Leela Chitnis and Pritibala in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
aankhe ye keh rahi hai ke
dil ne kiya kharab
dil keh raha hai ki
aankho ne mujhko dubo diya
bigada kisi ka kuch nahi
is dard-e-ishq me
dono ke zidd ne khaak me
mujhko mila diya

ram kare kahi, naina na uljhe
ram kare kahi, naina na uljhe
ram kare kahi, naina na uljhe
ha naina na uljhe
ram kare kahi, naina na uljhe
ram kare kahi

sajan sakaare jayenge
sajan sakaare jayenge
nain marenge ro
jidd na aisi rain karo
bhor kabhu na ho
in nainan ki baan buri hai
in nainan ki baan buri hai
baan buri hai
unse jo uljhaaye naahi suljhe
unse jo uljhaaye naahi suljhe
ram kare kahi, naina na uljhe
ram kare kahi, naina na uljhe
ram kare kahi, naina na uljhe
ram kare kahi

More songs from Char Ankhein (1944)