Aande Aande Lyrics - Angaaray | Akshay Kumar | Gulshan Grover | Paresh Rawal | Aadesh Shrivastava | Alka Yagnik
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aande aande song is from Angaaray (1998) and it is sung by Aadesh Shrivastava, Alka Yagnik, Amit Kumar and Udit Narayan.It stars Akshay Kumar, Gulshan Grover, Paresh Rawal, Pooja Bhatt in leading roles. This song is penned by Javed Akhtar and composed by Aadesh Shrivastava. It is produced by Goldie Behl, Madhu Ramesh Behl, Shrishti Behl. This song was released on 24 Jul 1998.
Lyrics
Aande aande aande
Arey aande yaar
Ek bat bata mere yara
Mai soch soch ke hara
Ye duniya kya duniya hai
Ye chakar kya hai sara
Ek bat bata mere yara
Mai soch soch ke hara
Ye duniya kya duniya hai
Ye chakar kya hai sara
Sach bolne wala jo hai
Dar dar ki thokar khaye
Jo bolo jhut hamesha
Dhan uske dar pe aaye to
Aande aande aande aande
Aande aande aande aande
Ulti hai sari duniya
Ulti hai iski bate
Hey ulti hai sari duniya
Ulti hai iski bate
Andhiyare iske din hai
Ujiyari iski rate
Jo chal chale yaha sidhi
Hey jo chal chale yaha sidhi
Wo kahi paunch na paye
Jo ulti chal chale wo
Apni manjil par aaye to
Aande aande aande aande
Aande aande aande aande
Ek bat bata mere yara
Mai soch soch ke hara
Aakhir ye kyu hota hai
Kyu lagta hai koi pyara
Jab dil mein koi smaye
Bhule na bhula jaye
Bata karu kya haye
Jab yaad kisi ki aaye
To aande aande aande aande
Aande aande aande aande
Jis gali mein rhati hu main
Wahi rhata hai ek ladka
Ha jis gali mein rhati hu main
Wahi rhata hai ek ladka
Jab dekha pyar se maine
Wo gusse mein hai bhadka
Diwana wo hai haye haye
Haye haye haye
Diwana wo hai haye
Koi usko kya samjhaye
Kya karu bata do mujhko
Mujhe pyar jo us par aaye
To aande aande aande aande
Aande aande aande aande
Aande aande aande aande
Ek bat bata mere yara
Mai soch soch ke hara
Kyu dugani khushi hoti hai
Jab mile koi dobara
Bachpan ka pyar jo aaye
Sang jhume nache gaye
To lagta hai ke jaise
Bachpan bhi sath mein aaye
To aande aande aande aande
Aande aande aande aande
Yaha jo bhi aaye aande
Jo bhi mil jaye aande
Aaye jo paisa aande
Paisa ho jaisa aande
Chahe ho aisa aande
Chahe ho waisa aande
Paisa hai paisa aande
Phir motar gadi aande
Bangala aur badi aande
Phir aayega dilbar aande
Wo aaye jo ghar par aande
Sharmake aaye aande
Aake sharmaye aande
Us par aaye dil aande
Wo dil ka katil aande
Oo bin ghabraye aande
Jab wo khalaye aande
To aande aande aande aande
Aande aande aande aande
Jab yaar mile yaro se
Bachpan ke gham kharo se
Jab yaar mile yaro se
Bachpan ke gam kharo se
Swagat ho dildaro ka
Jo baho ke haro se
Jab koi lot ke aaye
Jab koi lot ke aaye
Jab yaar koi mil jaye
Dil jhumke nache lekin
Aankho me aansu aaye
To aande aande aande aande
Aande aande aande aande
Ek bat bata mere yara
Mai soch soch ke hara
Ye duniya kya duniya hai
Ye chakar kya hai sara
Sach bolne wala jo hai
Dar dar ki thokar khaye
Jo bolo jhut hamesha
Dhan uske dar pe aaye to
Aande aande aande aande
Aande aande aande aande
Aande aande aande aande
Aande aande aande aande.