Aana phir se aana song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Rakesh Jain, M.L. Khurana. This song was released on 09 Dec 2011.
Aana phir se aana meri
Zindagi mein aana tum dobara
O aana phir se aana meri
Zindagi mein aana tum dobara
Kyo hue ho tum mujhse
Dur, ake mujhko batana
Teri ankho me rah kar main,
Bhula tha sara jamana
Kaise bhuladu main
Wo yaade wo baate teri
Kaise mitadu mai
Wo beete pal wo rate meri
Aana phir se aana meri
Zindagi mein aana tum dobara
Aana phir se aana meri
Zindagi mein aana tum dobara


Aisa koi pal nahi jisme
Maine tujhe na ho socha
Shamil na ho tu khyalo
Mein aisa kabhi kash hote
Mojud sanso me mer
Jism mein khusbu teri
Tujhse gujarish hai
Ye khwahish tu karde puri
Aana phir se aana meri
Zindagi mein aana tum dobara
O aana phir se aana meri
Zindagi mein aana tum dobara.