Aamne saamne song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Oct 1998.
Aamne saamne ek khwaish hai
Sheeshe ke tukde mein woh yaade shaamil hain
Dil mein dard
Aankhon mein aansu
Ye kaisi kahani
Ye kaisi mohabbat hai


Aamne saamne parchaayi hai
Aankhon ki palkon mein
Ek ajeeb betaabi hai
Bas ek jhalak sirf ek saans
Ye kaisi kahaani
Ye kaisi uljhan hai
Jis din se dekha tumhe dil mein
Jaana na tha ke tumhare liye
Main laaya tha chaand ka tukda nahin
Maut ka ek tohfa laya tha main
Aaamne saamne maut hai
Samay ki iss ghadi mein meri baaki saanse hain
Jeene ka nasha pyaar ka ye karz
Ye kaisi kahani
Ye kaisi tadpan hai
Jis din se dekha tumhe dil mein
Jaana na tha ke tumhare liye
Main laaya tha chaand ka tukda nahin
Maut ka ek tohfa laaya tha main


Aaj ka ye pal tumhare liye saja ke rakha tha
Kal ye hi pal yu chhen legi zindagi mujhse
Dil mein dard aankhon mein aansu
Ye kaisi khamoshi aamne saamne


Jis din se dekha tumhe dil mein
Jaana na tha ke tumhare liye
Main laaya tha chaand ka tukda nahin
Maut ka ek tohfa laaya tha main


Jis din se dekha tumhe dil mein
Jaana na tha ke tumhare liye
Main laaya tha chaand ka tukda nahin
Maut ka ek tohfa laaya tha main.