Aaja sawariya song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aaja sawariya
Aaja sawariya
Tere bin tadpe jiya
Tere bin tadpe jiya
Sawan barse naina tarse
Sawan barse naina tarse
Tujhko pukare piya piya
Aaja sawariya
Aaja sawariya
Tere bin tadpe jiya
Tere bin tadpe jiya


Wada tha tera
Aayega ek din
Wada tha tera
Aayega ek din
Pyar barsayega
Har pal har din
Pyar barsayega
Har pal har din
Piya mohe piya mohe
Piya mohe piya mohe
Na tarsa na tadpa
Aaja sawariya
Aaja sawariya
Tere bin tadpe jiya
Tere bin tadpe jiya
Aaja sawariya


Suna yeh angana
Pyasi hai raina
Suna yeh angana
Pyasi hai raina
Teri hi yaado ne
Chhina hai chaina
Teri hi yaado ne
Chhina hai chaina
Roye jiya roye jiya
Roye jiya roye jiya
Na tu sata na tu rula
Aaja sawariya
Aaja sawariya
Tere bin tadpe jiya
Tere bin tadpe jiya
Sawan barse naina tarse
Sawan barse naina tarse
Tujhko pukare piya piya.