Aaja raja leke baraat aaja song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by B. D. Narang. This song was released on 18 Jul 1969.
Motiyo ki sej bichhaye hue hai
Din ki bhi duniya sajaye hue hai
Aaja raja leke barat aaja
Aaja raja leke barat aaja


Motiyo ki sej bichhaye hue hai
Din ki bhi duniya sajaye hue hai
Aaja raja leke barat aaja
Aaja raja leke barat aaja


Haar singaar mera
Pahela pehela pyaar mera
Tere liye hai
Dil ki ye nagari aankhiyo ka
Dwar raja tere liye hai
Raaho me naina lagaye hue hai
Palko pe taare bichhaye hue hai
Aaja raja leke barat aaja
Aaja raja leke barat aaja


Motiyo ki sej bichhaye hue hai
Din ki bhi duniya sajaye hue hai
Aaja raja leke barat aaja
Aaja raja leke barat aaja


Sapane kuware mere tera
Intzar kare mere sajan
Tu kya jane kitna
Tujhse ye pyar kare mere sajan
Adh khili kaliyo ki mala piroye hue
Kab se khadi hu
Teri chah me khoye hue
Aaja raja leke barat aaja
Aaja raja leke barat aaja


Motiyo ki sej bichhaye hue hai
Din ki bhi duniya sajaye hue hai
Aaja raja leke barat aaja
Aaja raja leke barat aaja


Raat milan ki der se
Aayi hai saj daj ke
Dur se aayi tujhe
Sath layi saj daj ke
Itni bahare teri
Yaad me gujar ke
Aaj tujhe paya
Maine sab kuchh haar ke
Aaja raja leke barat aaja
Aaja raja leke barat aaja


Motiyo ki sej bichhaye hue hai
Din ki bhi duniya sajaye hue hai
Aaja raja leke barat aaja
Aaja raja leke barat aaja.