Aaja main padha doon song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Yaara mere yaara mere dildaara
Yaara mere yaara mere dildaara
Aaja main padha doon
Tujhe pyaara pahada
Tun tak tun aye tun tun tun
Sun sun sun sun mere sun
Tun tak tun aye tun tun tun
Sun sun sun sun mere sun


Ek duni do do duni chaar
Rut hain bahaar ki
Aao kare pyaar
Teen duni teen duni
Main to bhul gayi
Bhul gayi masterji
Aap gaayi ye na
Achha to suno
Teen guni chhe to
Chaar guni aanth
Dil se mila ke dil
Mila ke sun dil ki baat
Dil bhi tu hain jaan bhi tu hain
Dil ka armaan tu hain
Saare jahan se badh kar
Mera imaan tu hain
Tera ye andaaz to
Lage bada pyaara
Yaara mere yaara mere dildaara
Aaja main padha doon
Tujhe pyaara pahada
Tun tak tun aye tun tun tun
Sun sun sun sun mere sun


Panch guni das to
Chhe ghuni baraa
Tera mera pyaar ganga
Jamuna ki dhaara
Saat guni chauda to
Aanth guni solah
Mere ghar aayega tu leke kab dola
Sehenai mere dil mein
Kab se baja rahi hain jaanam
Betaab do dilo ka
Sangam hoke rahega
Jawaani ki niyya ka
Tuhi hain khewaiya
Yaara mere yaara mere dildaara
Aaja main padha doon
Tujhe pyaara pahada
Tun tak tun aye tun tun tun
Sun sun sun sun mere sun


Aanth guni solah to nao guni athara
Ab to baba maanjao maine dil haara
Nao guni athara to das ghuni bees
Lele ye jhawani apne pyaar ki tu fees
Maine jo chaha thaa
Usse mil gaya hain jyada
Teri kasam tere sang hain
Jeene marne ka iraada
Jo hain chaahe karle sab kuch
Maine tujhe pe waara
Yaara mere yaara mere dildaara
Yaara mere yaara mere dildaara
Aaja main padha doon
Tujhe pyaara pahada
Tun tak tun aye tun tun tun
Sun sun sun sun mere sun.