Aaja khatam sabr song is from .It stars Shiney Ahuja and Sayali Bhagat in leading roles. It is produced by Bharat Shah. This song was released on 25 Sep 2019.
Aaja khatam sabr kar de
Pyasi-pyasi aankhein tar kar de
Aaja khatam sabr karde
Pyasi-pyasi aankhein tar kar de
Teri baahein mera ghar kar de
Ho…
Soneya..Mahiya..Ranjheyaa..Ho…
Soneya..Mahiya aa..Ranjheyaa..Ho…
Dil mein hai jo baatein
Woh samjhane de lab se
Kuch keh de kuch sunn le
Betabiyan hai kab se
Ahaa.. (x2)
Tere liye main hoon yahaan
Phir tu kyun hai wahaan
Tujhe apna bana loon mein
Aise na jaa (x2)
Aaja khatam sabr karde
Pyasi-pyasi aankhein tar kar de
Teri baahein mera ghar karde
Aaa…
Meri in aankhon ne dekha hai tujh ko jab se
Sanson ki raftaarein badh uthi hain ye tab se (x2)
Tooti khamoshiyan Chhalki madhoshiyaan
Bikhri-bikhri hoon main
Re zaa re zaa (x2)
Aah aah Soneya .. Ah..Mahiya Haye.. Ranjheya
Ho…
Aaja khatm sabr kar de
Pyasi pyasi aankhien tarr karde
Teri bahein mera ghar karde
Oh…Ho….