Aaja kahin se aaja song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2007.
Aaja kahin se aaja
Aaja kahin se aaja
Aankhon ka nazara tu hai
Jeene ka sahara tu hai
Nahi lagta tujh bin dil kahin
Ye kaisi hai uljhan
Aa dekh tera pyaat tu
Aa dekh paagal pan
Mushkil tere bin reh paana


Aaja kahin se aaja
Aaja kahin se aaja
Aankhon ka nazara tu hai
Jeene ka sahara tu hai
Nahi lagta tujh bin dil kahin
Ye kaisi hai uljhan
Aa dekh tera pyaat tu
Aa dekh paagal pan
Mushkil tere bin reh paana


Tere jalwon ki dhoon
Har ghadi rehti hai
Ab toh ashqo ki ek nadiya
Aankh se behti hai
Tadapta hai tut na jaaye
Umeedon ka darpan
Tu kya roothi kismat
Roothi rootha hai ye jeevan
Mar jaaye na ghutghut
Ke yun tera deewana
Aaja kahin se aaja
Aaja kahin se aaja
Aankhon ka nazara tu hai
Jeene ka sahara tu hai
Nahi lagta tujh bin dil kahin
Ye kaisi hai uljhan
Aa dekh tera pyaat tu
Aa dekh paagal pan
Mushkil tere bin reh paana


Chhod doon yeh jahaan
Tere khaatir sanam
Ishq ki raahon mein
Pichhe raahate ye kadam
Rasta apna rok rahi hai
Rashmo ki deeware
Hum dono jo deewane
Hai himmat kaise haare
Ab to humne jeet
Liya duniya hai tarana
Aaja kahin se aaja
Aaja kahin se aaja
Aankhon ka nazara tu hai
Jeene ka sahara tu hai
Nahi lagta tujh bin dil kahin
Ye kaisi hai uljhan
Aa dekh tera pyaat tu
Aa dekh paagal pan
Mushkil tere bin reh paana.